propertyrent.pk ek rental record aur rabta platform hai. Kiraya malik aur kirayedar ke darmiyan seedha tay hota hai, hum kiraya apni taraf se guarantee nahi karte.
Listings team ki visit aur check par mabni hain, lekin availability waqt ke saath badal sakti hai. Pakki khabar hamesha team se confirm karein.
Agreement fee sirf deal pakki hone par lagti hai aur us mein police verification shamil hai. Website ke ads Sponsored label ke saath hote hain aur wo verified listings nahi hote.